Hindi Shayari - Poetry In Hindi

Best Hindi Sher O Shayari And Ghazal Collection
Category: Fasla Shayari

Faasla Shayari – Mana Ke Majburi Thi


Mana Ke Majburi Thi…
Fasla Bahut Tha Bohat Doori Thi….
Kabhi Sochti Hun Bewafa Hain Wo….
Kabhi Sochti Hun Meri Lakeerein Hi Adhuri Thi….

Faasla Shayari – In Faslon Ki Fikar Main Kyon Karon Bhala


In Faslon Ki Fikar Main Kyon Karon Bhala
Bahot Door Reh Ke Bhi Mere Paas Hai Koi,

Is Soch Mein Dooba Hai Bahot Dair Se Mera Dil.
Kia Uske Dil Mein Bhi Aisa Ehsaas Hai Koi?RJShayari © 2015