Hindi Shayari - Poetry In Hindi

Best Hindi Sher O Shayari And Ghazal CollectionHindi Ghazal Sher O Shayari – Khuda Ik Baar Usey Mera Bana De

Khuda Ik Baar Usey Mera Bana De
Kitna Chahtay Hain Usey Koi Bata De

Bohat Naaz Hai Humein Apni Mohabat Per
Ho Jae Wo Mera Aisa Mojza Dikha De

Agar Wo Mera Naseeb Nahe Bun Sakta
Us K Qaadmo Ki Khak Mujhy Bana De

Har Pal Dakhon Use K Sapne,
Na Jaagon Mujhy Aisi Neend Sula De.

Leave a ReplyRJShayari © 2015