Hindi Shayari - Poetry In Hindi

Best Hindi Sher O Shayari And Ghazal Collection

Loading...

ansoo sher o shayari

Aansu Shayari In Hindi – Hasne Ki Justju Mein Dabaya Jo Dard Ko

Loading...

Hasne Ki Justju Mein Dabaya Jo Dard Ko,
Aansoo Hamari Aankh Mein Pathar Ke Ho Gaye!!
Aansu Shayari In Hindi – Jo Aansu Dil Me Girte Hai Wo Ankho Me

Jo Aansu Dil Me Girte Hai Wo Ankho Me Nahi Rehte,
Bahut Se Harf Aise Hain Jo Lafzo Mein Nahi Rehte,
Kitabo Mein Likhe Jate Hai Duniya Bhar Ke Afsane,
Magar Jin Mein Hakikat Ho Kitabo Me Nahi Rehte.
Loading...
Loading...
loading...
RJShayari © 2015