Hindi Shayari - Poetry In Hindi

Best Hindi Sher O Shayari And Ghazal Collection
Tag: waqt shyari

Waqt Shayari In Hindi – Jab Aap Ka Naam Juban Par Aata Hai

Jab Aap Ka Naam Juban Par Aata Hai,
Pata Nahi Dil Kyun Muskurata Hain,
Tasalli Hoti Hai Mann Ko Koi To Hai Apna,
Jo Haste Hue Har Waqt Yaad Aata Hai.
Waqt Shayari In Hindi – Milna-Bichadna To Waqt Ka Dastur Hota Hai

Milna-Bichadna To Waqt Ka Dastur Hota Hai,
Judaa Hokar Bhi Koi Yaado Se Naa Door Hota Hai,
Koi Nahi Chahta Judaa Hona Apno Se,
Wo To Waqt Ko Shayad Ye Hi Manjoor Hota Hai.
RJShayari © 2015