Bashir Badr Ghazal Shayari Hindi – Aankhon Mein Raha Dil Mein Utarkar Nahi Dekha

आँखों में रहा दिल में उतरकर नहीं देखा
कश्ती के मुसाफ़िर ने समन्दर नहीं देखा

बेवक़्त अगर जाऊँगा, सब चौंक पड़ेंगे
इक उम्र हुई दिन में कभी घर नहीं देखा

जिस दिन से चला हूँ मेरी मंज़िल पे नज़र है
आँखों ने कभी मील का पत्थर नहीं देखा

ये फूल मुझे कोई विरासत में मिले हैं
तुमने मेरा काँटों-भरा बिस्तर नहीं देखा

पत्थर मुझे कहता है मेरा चाहने वाला
मैं मोम हूँ उसने मुझे छूकर नहीं देखा

– बशीर बद्र




Hindi Ghazal Sher O Shayari – Tum Jin Ko

Tum Jin Ko Daikhti Rehti Ho
Wo Khwaab Sirhaanay Rakhta Hun.
Main Tum Say Milnay Julnay K
Kitnay He Bhanay Rakhta Hun.

Main Aisi Muhabbat Karta Hun.
Tum Kaisi Muhabbat Karti Ho.

Kuch Khwaab Saja Kar Aankhon Main
Palkoon Se Moti Chunta Hun.
Koi Lams Agar Cho Jaye To
Main Pehroon Tumko Sochta Hun.

Main Aisi Muhabbat Karta Hun.
Tum Kaisi Muhabbat Karti Ho.

Main Chashm-E-Tasswor Se Aksar.
Bus Tumko Daikhta Rehta Hun.
Tm Pass Raho Ya Door Raho
Nazroon Me Samaayi Rehti Ho.
Main Tumko Takta Rehta Hun
Main Tumko Sochta Rehta Hun.

Main Aisi Muhabbat Karta Hun.
Tum Kaisi Muhabbat Karti Ho?

Hindi Ghazal Sher O Shayari – Dosti Bhi

Dosti Bhi Raas Na Aayi Kya Karte
Thi Kismat Mein Hi Tanhaai Kya Karte

Socha Tha De Ga Umar Bhar Sath Jo
Di Usi Ne Hi Judaai Kya Karte

Hua Jo Rukhsat Tu Hum Ne Mor Li Aankhen
Tere Baad Hum Ye Binayi Kya Krte

Jab Wo Ik Shakhs Hi Humein Na Mila Mohsin
Le K Hum Sari Khudai Kya Krte.




Hindi Ghazal Sher O Shayari – Mujh Ko Shikast-E-Dil

Mujh Ko Shikast-E-Dil Ka Maza Yaad Aa Gaya,
Tum Kion Udaas Ho Gaye, Kia Yaad Aa Gaya?

Kehne Ko Zindagi Thi, Bohat Mukhtasar Magar,
Kuch Yun Basar Hue K, Khuda Yaad Aa Gaya.

Barse Bina Hi Jo, Ghata Aagey Nikal Gai,
Ik Bewafa Ka Ehd-E-Wafa Yaad Aa Gaya.

Yun Chonk Uthe Wo, Sun Kar Mera Shikwa,
Jesay Unhain Bhi Koi Gila Yaad Aa Gaya.

Hairat He Tum Ko Dekh K, Masjid Mein Ae Mohsin,
Kia Baat Ho Gai Jo, Khuda Yaad Aa Gaya.

Hindi Ghazal Sher O Shayari – Koi Faryaad Tere

Koi Faryaad Tere Dil Main Dabi Ho Jaise.
Tu Nai Aankhon Se Koi Baat Kahi Ho Jaise.

Jaagtey Jaagtey Ek Umar Kati Ho Jaise..
Jaan Baki Ho Magar Saans Ruki Ho Jaise..

Har Mulakaat Pe Mehsus Yehi Hota Hai..
Mujh Se Kuch Teri Nazar Puch Rahi Ho Jaise..

Raah Chalte Hue Aksar Yeh Goman Hota Hai.
Woh Nazar Chup Ke Mujhe Dekh Rahi Ho Jaise.

Ake Lamhe Main Simat Aya Sadyon Ka Safar.
Zindgi Teaz Bohut Teaz Chali Ho Jaise.

Is Tarha Pehron Tujhe Sochta Rehta Hon Main.
Meri Har Saans Tere Naam Likhi Ho Jaise.




Hindi Ghazal Sher O Shayari – Hamare Aane Ka

Hamare Aane Ka Tha Har Lamha Intezar,
Ajj Unko Humse Milne Ki Fursat Nahi,

Hume Rakhte The Apni Nigaho Main Tasweer Banakar,
Ajj Unko Hume Dekhne Ki Fursat Nahi,

Humare Zikr Se Hoti Thi Shamo-Saher,
Ajj Unko Hume Pukarne Ki Fursat Nahi,

Hume Pane Ki Arzoo Me Karte The Sajda Ratbhar,
Ajj Unko Humare Haq Me Dua Karne Ki Fursat Nahi,

Hum Jarahe Hai Jinki Yaad Me Dunya Chorkar,
Ajj Unko Humare Akhri Didar Ki Fursat Nahi,

Hindi Ghazal Sher O Shayari – Usy Bana

Usy Bana Kr Ghazal Men Subh-O-Sham Likhta Raha,
Haqeeqat Ki Har Gari Men Usy Salam Likhta Raha,

Wo Meri Muhabat Ko Mera Janun Samaj Betha,
Men Naam-E-Muhabat Ko Bar Bar Likhta Raha,

Kar Lo Iqrar-E-Dilagi Muj Se Ye Kaha Us Se Mene,
Ajib Shakhs Tha Muje He Bewafa Likhta Raha,

Uski Aarzuu Ye The K “Bhul Jao Muje”,
Men Har Diwaar Par Ishq Ki Intaha Likhta Raha,

Zulm Sehna He To Ishq Ki Miraaj Hai.!
Wo Badnaam Krta Raha Men Nadaan Likhta Raha.




Hindi Ghazal Sher O Shayari – Ab Jo Bikhry

Ab Jo Bikhry To Bikherny Ki Shikayat Kesi ?
Khushk Patton Ki Hawaon Se Rafaqat Kesi ?

Main Ne Hr Dor Me Tujh Se Mohabbat Ki Hy,
Jurm Sangeen Hy Ab Is Me Riayat Kesi ?

1 Patta B Agr Shakh Se Juda Hota Hy,
Kya Kahun Dil Pe Guzrti Hy Qiyamat Kesi?

Zindagi To “Us” K Bina Lamhon Ka Safar Hy,
Na’Jany Raah Me Aa Gai Sadiyon Ki Musafat Kesi ?




Hindi Ghazal Sher O Shayari – Dekh Kr Tanha

Dekh Kr Tanha Mujh Se Pocha Baharon Ne,

Kaha Gaya Tera Wo Hmsafar…?
Tjhe Tu Bara Naaz Tha Us Par..!!?

Ye Dekh Kr May Chup Raha, Magr…!!!

Mere Ansoaon Ne Jwab Dia,

Milna….. Qismat Me

Bichrna….. Naseeb Tha

Wo Mujh Se Itna Door Ho Gaya…

Jitna.!!! ”Wo Mere Qareeb Tha.