Romantic Shayari Wallpapers – Rooh Ko Tadpa Rahi Hai

Yaad shayari Wallpaper When Remembering someone special

Sad Shayari Wallpapers – Rooh Ko Tadpa Rahi Hai:

Rooh Ko Tadpa Rahi Hai Un Ki Yaad,
Dard Ban Kar Chaa Rahi Hai Un Ki Yaad,
Ishq Se Ghabra Rahi Hai Un Ki Yaad,
Rukte-Rukte Aa Rahi Hai Un Ki Yaad,
Wo Hanse Wo Zer-E-Lab Kuch Keh Uthe,
Khwab Se Dikhla Rahi Hai Un Ki Yaad,
Main To Khudari Ka Qayal Hun Magar,
Kya Karun Phir Aa Rahi Hai Un Ki Yaad,
Ab Khyal-E-Tark-E-Rabt Zabt Hi Se Hai,
Khud B Khud Sharma Rahi Hai Un Ki Yaad.
Leave a Reply