Meri Aankhon Main Ansu Aaye Na Hote,
Wo Humein Dekh Kar Muskuraye Na Hote.
Tag: ansoo sher o shayari
Aansu Shayari In Hindi – Saleeqa Ho Agar Bheegi Palkoon Ko Parhne Ka
Saleeqa Ho Agar Bheegi Palkoon Ko Parhne Ka,
To Behte Hue Ansoon Aksar Baat Kerte Hain.
Aansu Shayari In Hindi – Bedard Zamane Ka Bahana Sa Bana Kar
Bedard Zamane Ka Bahana Sa Bana Kar,
Hum Toot Ke Rote Hain Teri Yaad Me Aksar.
Aansu Shayari In Hindi – Likhna To Tha Ke Khush Hoon Tere Bager Bhi
Likhna To Tha Ke Khush Hoon Tere Bager Bhi,
Aansuu Magar Kalam Se Pehle Hi Girr Gaye.
Aansu Shayari In Hindi – Hasne Ki Justju Mein Dabaya Jo Dard Ko
Hasne Ki Justju Mein Dabaya Jo Dard Ko,
Aansoo Hamari Aankh Mein Pathar Ke Ho Gaye!!
Aansu Shayari In Hindi – Aansuu Bhi Meri Aankh Ke Ab Khusshk Ho Gaye
Aansuu Bhi Meri Aankh Ke Ab Khusshk Ho Gaye,
Tu Ne Mere Khuloos Ki Keemat Bhi Cheen Li..
Aansu Shayari In Hindi – Har Sitam Seh Kar Kitne Gham Chipaye Humne
Har Sitam Seh Kar Kitne Gham Chipaye Humne,
Teri Khatir Har Din Aansu Bahaye Humne,
Tu Chhod Geya Jaha Humein Raahon Mein Akela,
Bas Tere Diye Zakhm Har Ek Se Chipaye Humne!
Aansu Shayari In Hindi – Aansu Hai Ankho Mein Par Beh Nahi Sakte
Aansu Hai Ankho Mein Par Beh Nahi Sakte,
Duniawalo Se Darte Hain Islie Kuch Keh Nahi Sakte,
Par Ye To Aap Bhi Samajhte Honge Ki,
Hum Aapke Bina Reh Nahi Sakte.
Aansu Shayari In Hindi – Jo Aansu Dil Me Girte Hai Wo Ankho Me
Jo Aansu Dil Me Girte Hai Wo Ankho Me Nahi Rehte,
Bahut Se Harf Aise Hain Jo Lafzo Mein Nahi Rehte,
Kitabo Mein Likhe Jate Hai Duniya Bhar Ke Afsane,
Magar Jin Mein Hakikat Ho Kitabo Me Nahi Rehte.
Aansu Shayari In Hindi – Mujhko Aisa Dard Mila Jiski Dawa Nahi..
Mujhko Aisa Dard Mila Jiski Dawa Nahi..
Phir Bhi Khush Hun Mujhe Us Se Koi Gila Nahi..
Aur Kitne Aansu Bahaun Ab Us Ke Liye..
Jisko Khuda Ne Mere Naseeb Main Likha Hi Nahi.