Tamana Hai Meri Ki Aapki Aarzoo Ban Jaun,
Aapki Aankh Ka Tara Na Sahi Aapki Aankh Ka Aansu Ban Jaun,
Main Aap Ki Zindagi Ki Khushi Banu Ya Na Ban Sakun,
Aapke Gham Mein Aapka Sahara Ban Jaun.
Tag: best arzoo shayari
Arzoo Shayari In Hindi – Teri Aarzoo Mera Khwab Hai
Teri Aarzoo Mera Khwab Hai,
Jiska Raasta Bahut Kharab Hai,
Mere Zakhm Ka Andaza Na Laga,
Dil Ka Har Panna Dard Ki Kitaab Hai…!!!
Arzoo Shayari In Hindi – Aarzoo Hai Ki Unki Har Nazar Dekha Karein
Aarzoo Hai Ki Unki Har Nazar Dekha Karein..
Woh Hi Apne Saamne Ho Hum Jidhar Dekha Karein..
Ek Taraf Ho Saari Duniya,Ek Taraf Soorat Teri..
Hum Tujhe Duniya Se Hokar Bekhabar Dekha Karein..!!!
Arzoo Shayari In Hindi – Umeedon Ke Daman Mein Zinda Hain Hum
Umeedon Ke Daman Mein Zinda Hain Hum,
Warna Jeene Ki Chahat Kahan,
Tumse Milne Ki Aarzoo Liye Firte Hain Dar-B-Dar,
Warna Is Laash Ke Naseeb Mein Kabar Kahan.
Arzoo Shayari In Hindi – Tere Ishq Ka Kitna Haseen Ehsaas Hain
Tere Ishq Ka Kitna Haseen Ehsaas Hain,
Lagta Hai Jaise Tu Har Pal Mere Paas Hai,
Mohabbat Teri Deewangi Ban Chuki Hai Meri,
Ab Zindagi Ki Aarzoo Sirf Tumhare Sath Hai.
Arzoo Shayari In Hindi – Aarzoo Jhooth Hai Aarzoo Ka Fareb Khana Nahi
Aarzoo Jhooth Hai,
Aarzoo Ka Fareb Khana Nahi ..
Khush Jo Rahna Ho Zindagi Me Tumhe..
Dil Kabhi Kisi Se Lagana Nahi.
Arzoo Shayari In Hindi – Muje Ye Dar Hai Teri Arzu Na Mit Jaye
Muje Ye Dar Hai Teri Arzu Na Mit Jaye,
Bahut Dinon Se Tabyat Meri Udas Nahin.
Arzoo Shayari In Hindi – Na Ji Bhar K Daikha Na Kuch Baat Ki
Na Ji Bhar K Daikha Na Kuch Baat Ki,
Bari Aarzoo Thi Mulaqat Ki.
Arzoo Shayari In Hindi – Kya Likhu Dil Ki Haqeeqat Aarzoo Behosh Hai
Kya Likhu Dil Ki Haqeeqat Aarzoo Behosh Hai,
Khat Pe Aansoo Beh Rahey Hai Aur Kalam Khaamosh Hai.
Arzoo Shayari In Hindi – Umer E Daraz Mang K Laye The Char Din
Umer E Daraz Mang K Laye The Char Din,
Do Arzo Me Kat Gayi Do Intazar Mein.