Arz Kiya Hai Gaur Farmaiyega Janab
Tere pyar mein umar bhar intezar kiya.
Tere pyar mein umar bhar intezaar kiya
Wah Wah..
Aur Uss intezar me na jane Kitno se pyar kiya…
Bas Dard dekho shayar ka..:D
Hindi Shayari – Poetry In Hindi
Best Hindi Sher O Shayari And Ghazal Collection
Arz Kiya Hai Gaur Farmaiyega Janab
Tere pyar mein umar bhar intezar kiya.
Tere pyar mein umar bhar intezaar kiya
Wah Wah..
Aur Uss intezar me na jane Kitno se pyar kiya…
Bas Dard dekho shayar ka..:D
Maine darwaza khola to uski ankho me ansu,
chehre par hansi thi,.
Sason me aahen,
dil me bebasi thi,….
Pagli ne pehle nahi bataya ki
.
.
.
.
.
.
.
Darwaze me uski ungli fasi thi.:/ :p :O :D:D
Chehre pe hai smile ankho me hai tear..
objects in convex mirror are closer than they appear.:p
Kitne haseen ho tum,
Khud ko duniya ki nazar se bachaaya karo….
Aankhon mein kaajal lagaana hi kaafi nahin….
Gale mein nimbu-mirch bhi latkaaya karo.
Nach meri bulbul TUJHE paisa milega.
Nach meri bulbul TUJHE paisa milega.
Hum CID se hai, koi apni jagah se nahi HILEGA..:p :O 😀 😀
Tere khoobsurat aankhon mein aansoo achche nahin lagte,
Chaahe jitnaa bhi roye lekin kabhi sachche nahin lagte.
Tu kahe to chaand taare tod du,
Tu kahe to bandh darwaaje khol du,
Tu kahe to yeh duniya chhod du,
Tu ek baar haske to dekh mere dost,
Tere saare gande daanton ko tod du.
Tujhe pane ke liye kuchh bhi kar sakta hu,
Tere pyar mein jee aur mar sakta hu.
Phir bhi tu nahi mili to koi gham nahi,
Yeh formula dusri pe bhi try kar sakta hu
Tum sada hanste raho.
Muskurate raho.
Khilkhilate raho.
Khush raho.
Sada gungunate raho.
Mera kya hai log tumhe hi pagal samjhenge.
Tum door sahi majboor sahi,
Par yaad tumhari aati hai.
Jab saans wahan par leti ho,
To badboo yahaan tak aati hai.