Romantic Shayari – Kuch Nasha Aapki Baat Ka Hai

Kuch Nasha Aapki Baat ka hai,
Kuch Nasha Dhimi Barsat ka hai,
Hame aap yuhi Sharabi maat Kahiye,
ye dil par asar aapse pahali mulakat ka hai




Love Shayari In 4 Lines – Aaj barish me tumhare sang nahana hain

Aaj barish me tumhare sang nahana hain,
Sapna ye mera kitna suhana hain,
Barish ke katre jo tere honthon pe gire,
Un katron ko apne honton se uthana hai.




Latest Romantic Shayari – Mein kuch lamha or tera sath chahta hu,

Mein kuch lamha or tera sath chahta hu,
Jo aankho mein bas jaye wo barsaat chatha hu,
Suna h wo mujhe bahut chahta h,
Bas ek baar mein use sunna chahta hu.