Waqt Shayari In Hindi – Jab Aap Ka Naam Juban Par Aata Hai

Jab Aap Ka Naam Juban Par Aata Hai,
Pata Nahi Dil Kyun Muskurata Hain,
Tasalli Hoti Hai Mann Ko Koi To Hai Apna,
Jo Haste Hue Har Waqt Yaad Aata Hai.
Leave a Reply